Mehfillon main tareef bahut mili
.
Mehfillon main shor bhi bahut mila
.
Zindagi madhoshi main beet gai
.
Par kambakht
.
Mehfillon main koi hosh main na mila….
Mehfillon main tareef bahut mili
.
Mehfillon main shor bhi bahut mila
.
Zindagi madhoshi main beet gai
.
Par kambakht
.
Mehfillon main koi hosh main na mila….
Tu zehan main hai par zindagi main nahin
.
Tu ashkon main hai par ashkon ki wajah nahi
.
Tu yaadon main hai par khwahishon main nahi
.
Tu meri gazlon main hai par zikra main nahi
.
Tu mera kal hai par aaj main nahin
.
Kisi aur ka hu main ab isliye
.
Teri yaad ab mere liye Jayaz nahi.
Tera akss Parizaad sa
.
Mera dil Parizaad-e-parvaaz sa
.
Kuch yu rakeeb-e-mulaqat hui barsaat main
.
Ki Gulistaan bana mera Firdaus sa…….