aj phir wahi ehsaas sath tha
.
ankhon me ek khwab tha
.
dil ka na jane ye kaisa raaz tha
.
har saans me usi ka naam tha
.
bas duriyon ka unkaha ehsaas tha
.
phir b khushi ka sath tha
.
kynki
mohabbat me aj naya vishwas tha
.
ankhon me ek khwab tha
.
dil ka na jane ye kaisa raaz tha
.
har saans me usi ka naam tha
.
bas duriyon ka unkaha ehsaas tha
.
phir b khushi ka sath tha
.
kynki
mohabbat me aj naya vishwas tha
No comments:
Post a Comment