In Char Diwaaro me Mujhe Chhod,,,Na Jaane Mera Khuda Kaha Kho Gaya.........
.
Gaya Dhundne Mandir Me to Pathar Ki Murat Se Mulakaat Hui,,
.
Gaya Isaa ko Milne To Bandhe Hath Dekhj Usse Khud Majboor Paya,,
.
Niklaa Masjid Ko Jaane To Khuda Ko Chadar Oodhe Soya Paya,,,
.
In Char Diwaaro me Mujhe Chhod,,,Na Jaane Mera Khuda Kaha Kho Gaya......
.
Dhundne Nikla Khuda Ko To Khud Ko he Lapata Paya....
.
Har Nukkad Par Insaan Ko Khuda k Naam Par Ladte Paya....
.
Zulm Karne Waalon ko Khud Khuda Kahlaate Paya,,,
.
Zulm Sahane Waalon Ko Khuda Ki Duhaai Karte Paya,,,
.
Na Jane Mujhe Kyu Uss Khuda Par Bhi Taras Aya,,,,Ki...
.
Kyu Banaya Khuda ne Insaano Ko ...Jab Uska Khud KI Kismat Par Zor Na Chal Paya

Mala Jaapte Jaapte Shaam Bhayee Me Khudaa Ko Na Dhund Paya....
.
Jhaka Andar Khudke Jo Mene To Usse Khud K andaar He Paya,,,
.
Na Jane Mujhe Kyu Khuda K Naam par Ladte Insaano Par Taras Aya,,
.
Itni Baat Me Khud Ko Na Samjha Paya,,,
.
Ki Khuda Ne Insaan Ko Banaya,,,, Ki Insaan Ne Khuda Ko Banaya....

No comments:
Post a Comment